Ranj-o-Alam May Doob Ke


Ranj-o-Alam May Doob Ke Jina Sikha Diya
Aankhon Ke Bahte Ashkon Ko Pina Sikha Diya

Khushiyan Mere Wajood Ki Saari Samet Kar
Mar Mar Ke Rooz Har Ghadi Jina Sikha Diya

Ae Yaar Tujhse Zakhmon Ka Kyonkar Hisab Ho
Tu Ne Hi To In Zakhmon Ko Sina Sikha Diya

Written By :
Syed Iqtedar Hussain


Alias : Rameez Hussain [ Bakbak ]

Comments

Popular posts from this blog

Very Sad Dard Bhari Sharabi Shayari In Hindi

Ek din pucha us khuda se maine